Sad shayari is a beautiful way to express feelings of sorrow, heartbreak, and pain. It captures deep emotions and allows us to connect with our sadness. In this blog post, we have shared the best shayari about sadness to help you express your struggles and find comfort in knowing that others have felt the same way. Whether you’re going through a tough time or simply want to reflect on life’s challenges, sad shayari in English helps you express emotions that are often hard to say in words.
Sad shayari in english
Hum ne bhi zindagi guzari thi
Ishq hone se ishq khone tak.
Akele raat bhar tadapta raha mareez-e-shaam-e-gham Ghalib
Na tum aaye Na neend aayi, na chain aaya, na maut aayi.
Gale milte hain jab kabhi do bichhde hue
Saathi hum be-saharon ko badi takleef hoti hai.
Raat darwaze pe kitni dastakon ke nishan the
Phir wohi paagal hawa thi, phir.
Teri tamanna, tera intezaar aur tanha sa main thak kar
Muskura diya jab ro nahi paaya.
Your longing, your wait, and my solitude – tired
I smiled when I could no longer cry.
Nazneen, nazaafreen, nazuk badan, nazuk mizaj
Ghuncha lab, rangeen ada, seemi zanakh, sheereen dahan.
Nikal pada hoon, kisi be-nishan manzil ko
Fana ke dasht mein, saaye ko haankta hua main.
Raat darwaze pe kitni dastakon ke nishan the
Phir wohi paagal hawa thi, phir mujh se dhokha hua.
There were so many knock marks on the door at night
it was that crazy wind again, deceiving me again.
Sad shayari for whatsapp status
Gale milte hain jab kabhi do bichhde hue
Saathi hum be-saharon ko badi takleef hoti hai.
Qabil-e-deed aankhein aur un aankhon se
Khud hi paamaal hue, khud hi tamasha dekha.
Kaun khareede ga heeron ke daam tere
Aansoo, woh jo dard ka taajir tha, sheher chhod gaya.
eyes worth admiring, and through those very eyes
I was both ruined and witnessed the spectacle.
Kaun khareede ga heeron ke daam tere
Aansoo, woh jo dard ka taajir tha, sheher chhod gaya.
So baar chaman mehka, so baar bahaar aayi
Duniya ki wohi raunak, dil ki wohi tanhaayi.
A hundred times the garden blossomed, a hundred springs arrived
the world’s same charm, the heart’s same loneliness.
Ghamon se bara gehra talluq hai mera
Jab bhi dekho ge mujhe gham se nidhal dekho ge.
have a deep connection with sorrows
whenever you see me, you will find me overwhelmed by grief.
Maana ke har koi udaas hai yahaan
Par kisi kisi ka gham khaas hai yahaan.
I agree, everyone here is sad
but some sorrows are special here.
Top Lovers Sad shayari
Lambi baatein, wazahatain nahi ab mukhtasir si karta hoon
Kitab-e-zindagi duniya ke aage ab kholne se darta hoon.
Phir kisi se baatein, woh mulaqatein ab nahi hongi
Raaten to hongi par woh raaten ab nahi hongi.
Yeh zaat tamasha ban chuki hai
Duniya ke mele se thak.
Dil tujh pe fida hua, kambakht shauq se tabah hua
Kaash koi to aisa ho jo andar se baahar jaisa ho.
The heart fell for you, cursed passion ruined it
I wish there was someone who is inside as they are outside.
Pehle sab khwab kagaz par likh kar sajaaye
Maine phir jala kar kagaz darya mein behana acha laga.
Logon se milta tha, gham mein seh na saka
Akela rehna chahta tha, magar reh bhi na saka.
I used to meet people but couldn’t bear the pain
I wanted to be alone but couldn’t stay that way.
Mausam-e-khizaan ke patton ki tarah jhar gaya
Mera wujood tere tan se juda ho kar bikhar gaya.
Like the leaves of autumn, I fell
my being scattered after separating from yours.
Disloyal Sad Shayari in english
Khatm apna wujood kar jaaon
Jee mein aata hai aaj mar jaaon
I feel like ending my existence
Today, I feel like dying.
Dard jitna shadeed hota hai
Ishq utna mazeed hota hai.
The more intense the pain
the deeper the love becomes.
Jo jeene ki wajah hai, woh bhi tera ishq
Jo jeene nahi deta, woh bhi tera ishq.
So baar chaman mehka, so baar bahaar aayi
Duniya ki wohi raunaq, dil ki wohi tanhaayi.
Woh tera saath ghadi bhar ka
Kyun sataata hai aadaton ki tarah.
Tum qayamat ka naam doge
Isay waqt apni thakan utaarega.
You may call it the end of the world
but time will just shed its fatigue.
Tum qayamat ka naam doge
Isay waqt apni thakan utaarega.
Na jaane kaun sa chehra meri kitaab ka hai
Na jaane kaun si soorat tere nuzool ki hai.
Loot ka tha maal aakhir baantna to tha zaroor
Hum ne apna le liya bhukhra, tera rehne diya.
Friendship sad shayari in english
Kitna roya tha main teri khaatir
Ab jo sochoon to, hansi aati hai.
Hum to likhte hain ke tum padho shayad
Daad paane ko kaun likhta hai.
Kabhi yunhi toot kar rone ko mann karta hai
Mera dil jalta hai to jalne do.
Apni tasveer ko rakh kar teri tasveer ke saath
Maine ek umr guzari badi tadbeer ke saath.
Udaas raat, udaas zindagi, udaas waqt aur udaas mausam
Kitni cheezon pe ilzaam lag jaate hain ek dil ke udaas hone se.
Har galti ne sikhaya hai kuch na kuch
Har khata jaise meri ustani rahi.
Woh kabhi laut kar chala aaye
Yeh main ab farz bhi nahi karta.
Raabte, raaste, waaste – kuch nahi pehle jaisa
Bas dil udaas hai aur bohot udaas hai.
Udaas dil ki udaas baatein
Samajhne wala koi to hota.
Usi ishq se, usi chaah se, usi pyaar se, usi maan se
Mujhe aaj phir se milo na, main bohot dino se udaas hoon.
Be-zubaan na samajh meri khamoshi ko
Shor karta nahi kabhi gehra paani.
Mil kar un se kya hua haasil
Muft mein zindagi udaas kar baitha.
Woh bhi din the ke hum teri khaatir
Har kisi se bigaad lete the.
exploring Best Sad Shayari in english 2025 have liked you, if this post touch your feeling , then share this post with friend.