Success motivational quotes In hindi always inspire us. make us more motivated for life purpose and make us more energetic and make us more conscious. whenever we work with motivation then you feel it that we give our best and sometimes we create a lot of new things which we have not tried in our life before this incident.
Motivation should be a like booster. whenever we use booster we perform better then, we think, we create something incense. so become a successful in life. always trying to be a motivate. make fun and work hard for you goal. one day you will get your own life.
Read More :
success motivational shayari in english
Success motivational Quotes in hindi
Zindagi Ki Yehi Reet Hai,
Haar Ke Baad Hee Jeet Hai
Saakh se Toot jayien Wo pattay Nahi hain hun
Aandhi se Koi Keh De ke Auqaat mie rahay
Saakhain Rahain Tou Phool Bhi, Pattay Bhi Ayien Gay
Yeh Din Agar Burray Hain Tou Achay Bhi Ayien Gay
Jab Chal Parray Ho Safar Ko Tou Phir Hosla Rakho
Sehraa Kaheen , Kaheen pe Samaandar bhi Ayien Gay
Munzil se Agay Barh kar Munzil Talash Kar
Mil jaye Tuj ko Darya Tou Samndar Talash Kar
Hum Ko Mitta Sakkay Yeh Zamanay Mei Dum Nahi
Hum se Zamana Khud hay Zamanay se HUm Nahi
Nahi Tera nasheman Qasar e Sultani ke Gumbad Par
Toun Shaheen Hay Baseera Kar Paharon Ki Chitano mei
Auqaabi Rooh Jab Bedaar Hoti hay Jawano Mei
Nazar Aati hay Un Ko Apni Manzil Aasmaano Mei
Jo Yaqeen Ki Rah mie Chal Paray
Unain Manzlo Ne Pannah Di
Koi Qabil Ho Tou Hum Shan e Kaie Detay Hain
Dhondnay Walon Ko Duniya Bhi Nai Detay hain
Waqt Acha Bhi Aye Ga Nasir
Gham Na Kar Zindgi Parri hay Abhi
Zindagi Ki Yehi Reet Hai,
Haar Ke Baad Hee Jeet Hai
Saakh se Toot jayien Wo pattay Nahi hain hun
Aandhi se Koi Keh De ke Auqaat mie rahay
Saakhain Rahain Tou Phool Bhi, Pattay Bhi Ayien Gay
Yeh Din Agar Burray Hain Tou Achay Bhi Ayien Gay
Jitni dafaa chal pade, raah mein manzil hogi
Darr ke aage jeet hai, aage badhte raho.”
“Har ek mushkil aasan hoti hai, jab dil ko samjhana ho
Jo dil se ho nahi sakta, use dil se lana ho.”
“Zindagi ka har mod aasaan nahi hota, par mushkil bhi nahi hai
Bas hosla rakhte hue chal pado, toh safal ho jaoge.
hey we hope you have got it and if you are reading this paragraph then definitely you have read whole post. think you for reading this post and if you liked this post then please share it with your friends and social media groups where people want to get like these type of content.